Sufinama

sham’-e-aivaan-e-vilaayat hai.n niyaaz-e-be-niyaaz

Abdul Ghani Niyazi

MORE BYAbdul Ghani Niyazi

    Interesting Fact

    منقبت در شان حضرت شاہ نیاز احمد (بریلی-اتر پردیش)

    sham’-e-aivaan-e-vilaayat hai.n niyaaz-e-be-niyaaz

    maz.har-e-nuur-e-haqiiqat hai.n niyaaz-e-be-niyaaz

    najm-e-auj-e-maa'rifat hai.n maah-e-charKH-e-manzilat

    nayyar-e-burj-e-sa’aadat hai.n niyaaz-e-be-niyaaz

    taa.ir-e-tuubaa-nasheman murG-e-laahuut aashiyaa.n

    rashk-e-sad shaahiin-e-rif’at hai.n niyaaz-e-be-niyaaz

    faKHr-e-bazm-e-qaadirii hai.n vaj.h-e-naaz-e-chishtiyaa.n

    shaah-e-shaahaan-e-tariiqat hai.n niyaaz-e-be-niyaaz

    taajdaar-e-kishvar-e-tasliim-o-’ishq-e-be-riyaa

    shaah-e-iqliim-e-mohabbat hai.n niyaaz-e-be-niyaaz

    jaan-e-maqbuuliin-e-bazm-e-mustafaa-o-murtazaa

    rashk-e-koh-e-tuur-e-vahdat hai.n niyaaz-e-be-niyaaz

    faiz ke chashme ravaa.n hai.n un ke duniyaa me.n 'Ganii'

    masdar-e-al-’aam-o-rahmat hai.n niyaaz-e-be-niyaaz

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now